Saturday, December 22, 2007

The Wait...

Today, I went to a relative's place. Found an old (not very old) entertaining movie called Kabhi Haan Kabhi Naa, starring Shah Rukh Khan.
It is a good movie. It has good songs. Sometimes it so happens that you are going through something and there comes a song that fits so well to your situation you go on wondering. Here is one song that made me feel that.
Here are the lyrics.
Deewana dil deewana,
Deewana dil deewana
Kab se kare hai tera intezaar,
kab aayengi meri jane bahar
Ke jitna hi behlau,
yeh utna hi machalta hai dil.

Deewana dil deewana,
Deewana dil deewana
Andaaz dikhlati saaton tarah ke,
jalwe lutati hue 2

Aati hogi mausam ke saath
gulshan khilati hui
Aa bhi jaa, ab jaane ja.
Deewana dil deewana,
Deewana dil deewana

Dil se laga kar ke rakhha ab tak,
resham ka tera rumaal 2
Aage kahoon kya jaaneman aa dekh ja mera haal
Aa bhi ja ab jaane ja

Deewana dil deewana,
Deewana dil deewana
Tuta sitara to maanga tha rab se, tujhko hi jaane wafa 2
Jo tut jaye tare tamam, mango wahi ek dua
Aa bhi jaa ab jaane ja
Deewana dil deewana,
Deewana dil deewana

Kab se kare hai tera intezaar,
kab aayengi meri jane bahar
Ke jitna hi behlau, yeh utna hi machalta hai dil.
Deewana dil deewana,
Deewana dil deewana

2 comments:

Unknown said...

uhuh!!! I will let Badar know. :P

Unknown said...

this was the best song in the picture.
and remember you and me used to sing the same song shouting out loud whenever there was a power cut in KURNOOL sitting on the balcony of SBI colony..woow those were the days!! thanks for making me all nostalgic.